MUSAFIR TEZ DHAAR LYRICS
Huh.. ab jacket pehno, bike nikaalo, Goa jaao Bedroom ka paisa, raaste mein naachta, dimaag ka
bheja banaaye Na raaste ka bharosa, na mausam ka bharosa, kaun bharega paisa? Kaun khaayega goli?
Main? Nahin nahin umm..hmm..umm..hmm.. Apna bas ek usool hai, saare jahaan qubool hai -2 Jaan
jaaye toh jaan jaaye, par mera maal na jaaye Maal jaaye toh kissi na kissi ki, jaan jaaye Koyi
rehmat maange, koyi mauhlat maange -2 Apun ka ek hi jawaab hai yaar Tez dhaarumm hmm tez dhaar
hmm..tez dhaar, bas tez dhaar Kitna samjhaaya hero ko Is desh mein har hindustaani ka favourite
time pass hai gaana aur bajaana Aur naahin tu gaane ke liye rukega na bajaane ke liye letega Lekin
woh saala, ruk gaya aur billa ka dil, tok gaya bol kahan chupega kahaan chunega bol, bol kahan
chupega kahaan chupega Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, bol kahan chupega chupega,bol kahan a
chupega paisoon ki kya hai kimmat, kimmat toh bas, jaan ki hai, jaan ki hai mere paisoon ki
kimmat, ha ha bas, jaan hi hai Umm hmm hmm seena zori chori haraam khori Apna toh ek hi jawaab hai
yaar Tez dhaarumm hmm tez dhaar hmm..tez dhaar bas tez dhaar Jaan bach gayi toh neend chali
jaayegi Neend kabhi aa bhi gayi toh cheekta huwa, darrta huwa Kaampta huwa jaagega tu! bol kahan
chupega Tez dhaarhmm tez dhaar bol kahan chupega kahaan chupega bol, bol kahan chupega kahaan
chupega Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, bol kahan chupega,bol kahan chupega kahaan chupega
bol, bol kahan chupega Abbe saale, taqdeer teri chuti par hain, maut tere sar pe hai Lekin
baatein aisi karta hai, jaise zindagi tere bistar pe hai bol kahan chupega kahaan chupega bol, bol
kahan chupega kahaan chupega Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, bol kahan chupega, bol kahan
chupega Ummzindagi aur mauke ke beech,bas ek pal aur ye tez, tez dhaar Umm hmm hmm seena zori
chori haraam khori Apna toh ek hi jawaab hai yaar Tez dhaar tez dhaar umm tez dhaar tez dhaartez
dhaar tez dhaar bol kahan chupega kahaan chupega bol, bol kahan chupega kahaan chupega Aisi koyi
jageh nahin jaha bachega, bol kahan chupega, bol kahan chupega Kya karta boss? Public ki demand
thi, toh Billa ko aana hi pada Kahaani khatam hone ko aayi, aurab tak saala action shuru hi nahin
huwa Ha! Ab main aa gaya hoon na Ab dikha doon tamaasha, dikha doon tere ko be pasha samjha!
MUSAFIR TEZ DHAAR lyrics are property and copyright of their owners and are provided for educational purposes and personal use only.