BAHUT PYAAR KARTE HAIN GIRL LYRICS

 
bahot pyaar karate hain,
tum ko sanam
kasam chaahe le lo,
khudaa kee kasam

umaaree gajal hain,
tasawwoor tumhaaraa
tumhaare beenaa ab naa jeenaa gawaanraa
tumhe yoo hee chaahenge
jab tak hain dam

bahot pyaar karate hain,
tum ko sanam


saagar kee baahon me,
mauje hain jitanee
hum ko bhee tum se,
mohabbat hain utanee
ye bekaraaree naa
ab hogee kam


bahot pyaar karate hain,
tum ko sanam kasam chaahe le lo,
khudaa kee kasam humaaree gajal hain,

nasry_2001@yahoo.com