LAXMI LAL CHUNARIYA LYRICS

 
Jhumkha chhup jaane laga, taare sharmaane lage
gori ka mukhda deko, ambar chhup jaane laga
lamhe ruk jaane lage, gori ka mukhda deko
he he he ho ho ho...
lal chunariya odh lee maine
jab se piya ke naam ki
lal chunariya odh lee maine
jab se piya ke naam ki
lal chunariya odh lee maine
jab se piya ke naam ki
mere piya bhi kehne lage hain
main na rahi kisi kaam ki
lal chunariya odh lee maine
jab se piya ke naam ki
lal chunariya odh lee maine
jab se piya ke naam ki
tere piya bhi kehne lage hain
le ye jaan tere naam ki
lal chunariya odh lee maine
jab se piya ke naam ki

mehnga pada re mujhe dil ka lagana
kar na saki re main to koi bahana
bole ye choodi bole ye kangna
jaana hai jaana tujhe piya ji ke angna
kisko padi hai ab mere saajan
chahat ke anjaam ki
tere piya bhi kehne lage hain
le ye jaan tere naam ki
lal chunariya odh lee maine
jab se piya ke naam ki

ni sa re ni sa re aa..
ni sa re ni sa re aa.. la la la la...
la la la la..la la la la
la la la la..la la la la
gori ke haathon rachi mehndi hazaari
jachti hai kaise dekho dulhan hamari
chanda baraati taare baraati
hum tum bane hain dekho janmo ke saathi
rang birangi kismat hai ab
meri subah o shaam ki
mere piya bhi kehne lage hain
main na rahi kisi kaam ki
lal chunariya odh lee tune
jab se piya ke naam ki