A R RAHMAN JAANE TU MERI KYA HAI LYRICS

 
jane tu mera kya hai, jane tu mera kya tha
tu hi mera har pal, tu hi har lammha tha
jane kaisi kashish hai, jane kaisi khalish hai
kyu ye saans thami hai, ankhon mein kyu nami hai
hai dosti humko yakin tha, dosti aur kuch bhi nahi tha
hai kaisa dard naya sa kyun dil lagta toota toota sa
jaana dil jaana kaise maine na jana
ye pyar yahi hai, ye jane tu ya jane na
jaana dil jaana kaise tune na jaana
ye pyar yahi hai, ye jane tu ya jane na

jane tu mera kya hai, jane tu mera kya tha
tu hi mera har pal, tu hi har lamha tha

ho.......
hoti thi tujhse subah har din ki
teri dophar se sham ki dhun thi
hoti thi ratein teri baaaton mein khoye
tere khayalo mein ye jage aur soye
tu jo nahin to kya raha

jane tu mera kya hai, jane tu mera kya tha
tu hi mera har pal, tu hi har lamha tha
jane kaisi kashish hai, jane kaisi khalish hai
kyu ye saans thami hai, ankhon mein kyu nami hai
jaana dil jaana kaise maine na jana
ye pyaar yahin hai, ye jane tu ya jane na
jaana dil jaana kaise tune na jaana
ye pyar yahin hai, ye jane tu ya jane na