NOORI OONCHA LYRICS

 
Ooncha hoon main
girna nahi chahta
chahay mann jaley
ya tann jaley

Oonchi meri
dunya aur khayal
ke jaley jo koi
to meri bala se

oonchi zameen
us pay oonchay makaan
aur oonchay hain log
oonchay khayaal
par neecha hai dil
aur neechaya imaan
aur neecha zameer
us pe oonchi yeh shaan
yeh shaan

bohot oonchi hai
aur main pareshan
kay dil hai
kyun bejaan

roti meri aankhen
dil bhar aata
ab zindagi hai kahaan
aur dil ki lagi
paaon main kahaan

oonchi zameen
us pay oonchay makaan
aur oonchay hain log
oonchay khayaal
par neecha hai dil
aur neechaya imaan
aur neecha zameer
us pe oonchi yeh shaan
aur na koi dil diyan meriyan
qadran pehchaaney

main jogan mar jaavan zamaaney di
meriyan ramda pechaanay

mein jogan ujar dee aye
shamaan mere naal

oonchi zameen
us pay oonchay makaan
aur oonchay hain log
oonchay khayaal
par neecha hai dil
aur neechaya imaan
aur neecha zameer
us pe oonchi yeh shaan